विष्णु चालीसा विष्णु हिंदी भजन लिरिक्स
Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone
Vishnu Chalisa Vishnu Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download
Vishnu Suniye Yeh Vinaya
Sevak Ki Chitalaya
Keerat Kuch Varnan Karu
Deejaye Gyan Bataye
Jai Jai Shree Narayan
Jai Jai Jagdish
Jai Jai Shree Narayan
Jai Jai Jagdish
Namo Vishnu Bhagawan Kharari
Kashta Nashavan Akhila Bihari
Prabala Jagata Mein Shakti Tumhari
Tribhuvana Phail Rahi Ujiyari
Sundar Roop Manohar Soorat
Sarala Svabhav Mohini Moorat
Tana Para Pitambar Ati Sohat
Baijanti Maala Mann Mohat
Shankh Chakra Kar Gada Biraje
Dekhat Detaye Asura Dal Bhaje
Satya Dharm Mad Lobh Na Gaaje
Kaam Krodh Mada Lobha Na Chhaje
Santabhakt Sajjan Manaranjan
Danuja Asura Dushtan Dala Ganjan
Sukh Upjaye Kasht Sab Bhanjan
Dhosh Mitaye Karat Jana Sajjan
Paap Kaat Bhava Sindhu Utaran
Kasht Nashkar Bhakat Ubaran
Karat Anek Roop Prabhu Dharan
Keval Aap Bhakti Ke Kaaran
Dharani Dhenu Ban Tumhi Pukara
Tab Tum Roop Ram Ka Dhara
Bhar Utar Asura Dal Maara
Ravan Adika Ko Samhara
Aap Varaha Roop Banaya
Hiranyaksha Ko Maar Giraya
Dhar Matsya Tan Sindhu Banaya
Chaudaha Ratanan Ko Nikalaya
Amilakha Asurana Dwanda Machaya
Roop Mohini Aap Dikhaya
Devan Ko Amrit Paan Karaya
Asurana Ko Chhabi Se Behalaya
Kurma Roop Dhara Sindhu Majhaya
Mandrachal Giri Turata Uthaya
Shankar Ka Tuma Phanda Chudaya
Bhasmasura Ko Roop Dikhaya
Vedan Ko Jab Asura Dubaya
Kar Prabandh Unhe Dhundawaya
Mohita Bankara Khalahi Nachaya
Usahi Kara Se Bhasma Karaya
Asura Jalandhara Ati Baladayi
Shankar Se Una Kinha Ladayi
Har Par Shiva Sakala Banaye
Kina Sati Se Chala Khala Jayi
Sumiran Kina Tumhe Shivarani
Batalayi Sab Vipat Kahani
Tab Tum Bane Munishwar Gyani
Vrinda Ki Sab Surti Bhulani
Dekhat Teen Danuja Shaitani
Vrinda Aye Tumhein Laptani
Ho Sparsha Dharma Kshati Maani
Hana Asura Urr Shiva Shainani
Tumne Dhruv Prahalad Ubare
Hiranakusha Adika Khal Maare
Ganika Aur Ajamila Taare
Bahut Bhakta Bhava Sindhu Utare
Harahu Sakala Santapa Hamare
Kripa Karahu Hari Sirajana Haare
Dekhahun Main Neej Darasha Tumhare
Deen Bandhu Bhaktana Hitkare
Chahat Apka Sevak Darshan
Karahu Daya Apni Madhusudan
Janu Nahi Yogya Japa Pujan
Hoye Yajya Stuti Anumodan
Shiladaya Santosh Sulakshan
Vidita Nahi Vratabodha Vilakshan
Karahu Aapka Kisa Vidhi Pujan
Kumati Viloka Hota Dukha Bhishan
Karahu Pranam Kaun Vidhisumiran
Kaun Bhanti Main Karahu Samarpan
Sura Muni Karat Sada Sivakai
Harshita Rahat Param Gati Payi
Dina Dukhina Par Sada Sahayi
Neeja Jan Jaan Leva Apanayi
Paap Dosha Santaap Nashao
Bhava Bandhana Se Mukta Karao
Sukh Sampati De Sukh Upjao
Neeja Charanan Ka Daas Banao
Nigam Sada Yeh Vinaya Sunave
Padhe Sune So Jan Sukh Pave