मेरा शाम सलोना है कितना सोना कृष्णा भजन Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics

मेरा शाम सलोना है कितना सोना कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स

Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics



Download Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone


Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Jiski Hain Chabi Hain Bake Kamal Nayan
Adharo Pe Dhari Murli Galo Pe Laga Makhan
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona

Sanwali Si Surat Hain
Mohini Si Murat Hain
Ho Sanwali Si Surat Hain
Mohini Si Murat Hain
Iss Chabi Ke Darshan Ki
Sabhi Ko Jarurat Hain
Hain Ghungrali Alke
Mayurpankh Jhalke
Karn Kundalo Mein
Koti Surya Damke
Mathe Par Chandra Tilak Hain
Mukh Hain Jaisa Poonam
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona

Shyam Salona Hain Kitna Sona
Madhur Madhur Muskuraye
Sabhi Ko Rijhaye
Madhur Madhur Muskurye
Sabhi Ko Rijhaye
Mohan Ke Sammohan Se
Kaun Bach Paaye
Ke Darshan Se Aankhiyan
Hate Na Hataye
Roop Sanware Ka
Bawara Banaye
Pyara Ghanshyam Mera
Madhuradhipati Madhuram
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona

Murli Dhar Manmohan
Nandlala Shyam Gopala
Jogiyo Ka Jog Hain
Premiyo Ki Preet Hain
Jogiyo Ka Jog Hain
Premiyo Ki Preet Hain
Kisi Ka Sakha Hain Toh
Kisi Ka Manmeet Hain
Hai Radha Ka Mohan
Woh Mira Ka Girdhar
Yashoda Ka Lala
Woh Gokul Ka Gwala
Har Ka Bhi Wahi Hari Hain
Har Parni Ka Bhagwan
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Jiski Hain Chabi Baki Hain Bake Kamal Nayan
Adharo Pe Dhari Murli Galon Pe Laga Makhan
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona
Mera Shyam Salona Hain Kitna Sona

Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Mera Shyam Salona Hai Kitna Sona Krishna Hindi Bhajan Lyrics Download





Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *