मेला बाबा श्याम का खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्सMela Baba Shyam Ka Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

मेला बाबा श्याम का खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स



Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone

Mela Baba Shyam Ka Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download



Goon Raha Jaikaar Jagat Mein Shyam Dhani Ke Naam Ka
Fagun Ka Mela Aaya, Aaya Ji Baba Shyam Ka

Lambi Lambi Lagi Kataare, Ittr Shyam Ka Barse
Masti Lene Ko Is Mele Ki Dev Lok Bhi Tarse
Dete Pehra Anjani Lala, Raas O Radheshyam Ka
Fagun Ka Mela Aaya, Aaya Ji Baba Shyam Ka

Chang Baje Aur Baje Nagaade, Premi Dhoom Machaye
Fagun Ka Ye Mela Aisa, Sabka Man Harshaye
Chalo Chalein Ab Shyam Ki Nagri, Waqt Nahi Aaram Ka
Fagun Ka Mela Aaya, Aaya Ji Baba Shyam Ka

Duniya Mein Ye Dev Ek Hai Haare Ka Hai Sahara
Deen Jano Ke Sankat Harta Baba Shyam Hamara
Darshan Kar Chadh Jata Sar Pe, Jaadu Shyam Ke Naam Ka
Fagun Ka Mela Aaya, Aaya Ji Baba Shyam Ka

Mela Baba Shyam Ka Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Mela Baba Shyam Ka Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Download

Mela Baba Shyam Ka Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *