इंडिया पागल कर दिया खाटू श्याम भजन India Pagal Kar Diya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

इंडिया पागल कर दिया खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स



Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone

India Pagal Kar Diya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download


Khoob Sajega Dekhiye Mere Baba Ka Darbar Ji
Singhasan Par Baithega Sajke Lakhdatar Ji
Jai Shree Shyam…………
Jai Shree Shyam…………

Ib Fagan Mein O Mere Baba Yo Ke Kar Diya
India Pagal Kar Diya Ji India Ghayal Kar Diya

Sajke Baitha Shyam Salona
Pagal Ho Gaya Kona Kona
Bhakton Ke Dil Ke Kone Mein Apna Ghar Kar Liya
Premi Ke Dil Ke Kone Mein Apna Ghar Kar Liya
India Pagal Kar Diya Ji Bharat Ghayal Kar Diya
India Pagal Kar Diya Ji Bharat Ghayal Kar Diya

Sona Sona Shyam Sajeela
Lagta Aisa Rang Rangila
Bhakton Ki Aankhon Mein Baba Aisa Bas Gaya
India Pagal Kar Diya Ji Bharat Ghayal Kar Diya
India Pagal Kar Diya Ji India Ghayal Kar Diya

Ginny Ke Sang Shyam Rijha Le
Bhaav Se Baba Ko Manale
Dilwaalon Ke Dil Mein Baba Aisa Janch Gaya
India Pagal Kar Diya Ji Bharat Ghayal Kar Diya
India Pagal Kar Diya Ji India Ghayal Kar Diya

Ib Fagan Mein O Mere Baba Yo Ke Kar Diya
India Pagal Kar Diya Ji India Ghayal Kar Diya

India Pagal Kar Diya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here India Pagal Kar Diya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Download

India Pagal Kar Diya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *