फागण का मेला आया खाटू श्याम भजन Fagan Ka Mela Aaya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

फागण का मेला आया खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स



Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone

Fagan Ka Mela Aaya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download



Nainan Mein Shyam Samayo Ji, Mo Pe Rang Shyam Ko Chhayo Ji
Main Sudh Budh Sab Bisrayo Ji, Bhaayo J Bhaayo Babo Shyam……

Fagan Ka Mela Aaya, Baba Ke Hela Aaya
Bhakton Ka Rela Aaya Ho
Saari Duniya Diwani Hai Shyam Ki
Chhayi Sabpe Khumari Is Naam Ki

Chale Mast Hawa Purvaayi
Ye Rang Basanti Laayi
Rut Shyam Milan Ki Aayi
Khushiyan Hi Khushiyan Chhayi
Dhol Nagade Baaje, Sewak Ke Saage Saage
Shyam Bhi Aake Nache Ho
Saari Duniya Diwani Hai Shyam Ki
Chhayi Sabpe Khumari Is Naam Ki

Rang Lal Gulal Udaaye
Jamkar Huddang Machaye
Sab Shyam Rang Mein Milke
Hum Ek Rang Ho Jaayen
Jisko Ye Rang Chadh Jata, Diwana Wo Ho Jata
Jhoom Jhoom Ke Gaata Wo
Saari Duniya Diwani Hai Shyam Ki
Chhayi Sabpe Khumari Is Naam Ki

Darbar Bada Ye Aala
Saare Jag Se Hai Nirala
Sabki Hi Aas Puraye
Mera Baba Khatuwala
Ann Dhan Se Bhare Bhandare, Dukhiyan Jo Aaye Pukare
Karta Ye Vaare Nyare Ho
Saari Duniya Diwani Hai Shyam Ki
Chhayi Sabpe Khumari Is Naam Ki

Fagan Ka Mela Aaya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Fagan Ka Mela Aaya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Download

Fagan Ka Mela Aaya Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *