Dukh Ho Chahe Sukh Ho Latest Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics By Ragini Chauhan

#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan
Lyrics Name:Dukh Ho Chahe Sukh Ho
Singer Name: Ragini Chauhan
Album Name :Khatu Shyam Bhajan
Published Year:2017
File Size:9MB Time Duration :06:25:00







View In Hindi Lyrics

Dukh Ho Chahe Sukh Ho
Jaisi Bhi Halat Ho
Meri Jeevan Dori Keval
Shyam Tumahre Haath Ho

Bolo Khatu Naresh Ki Jai………..

Jindagi Mein Jaise Halat
Shyam Rakhna
Sada Mujhe Apne Sath
Shyam rakhna…..2

Tan Mein Samaye Saanse
Tera Ahsaan Hai
Har Saans Tujh Par
Meri Kurbaan hai…….2

Duniya Mein Meri Bas
Laaz Shyam Rakhna
Sada Mujhe Apne Sath
Shyam rakhna…..2

Bhulu Na Kabhi Bhi Shyam
Jindagi Mein Tera Naam
Leke Tera Naam Shuru
Karu Har Ek Kaam….2

Mere Sar Par Bas
Shyam Haath Rakhna
Sada Mujhe Apne Sath
Shyam rakhna…..2

Jag Hai Begana Sara
tu Jo Mere Sath Nahi
Tere Bina Sharma Ki
Kuchh Aukat Nahi…..2

Charno Mein Mujhe
Din Raat Shyam Rakhna
Sada Mujhe Apne Sath
Shyam rakhna…..2

Jindagi Mein Jaise Halat
Shyam Rakhna
Sada Mujhe Apne Sath
Shyam rakhna…..4



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *