Saj Dhaj Ke Jis Din Maut Ki Sahjaadi Aayegi Amritvani Full Lyrics By Shri Prem Bhushan Ji

#BHAKTIGAANE
Lyrics Name:Saj Dhaj Ke Jis Din Maut Ki Sahjaadi Aayegi
Singer Name:Shri Prem Bhushan Ji
Album Name :Amritvani
Published Year:2017
File Size:6MB Time Duration :04:16:00







View In Hindi Lyrics

Saj dhaj ke jis din maut ki sahjaadi aayegi
Na sona kaam aayega na chandi aayegi – 2

Chhota sa tu kitne bade arman hai tere
Chhota sa tu kitne bade arman hai tere
Mitti ka sab sone ke saman hai tere
Mitti ka sab sone ke saman hai tere
Mitti ki kaya mitti me jis din samayegi
Mitti ki kaya mitti me jis din samayegih

Na sona kaam aayega na chaandi aayegi
Na sona kaam aayega na chaandi aayegi

Panchhi hai tu tod pinjada chhod ke ud ja
Panchhi hai tu chhod pinjada tod ke ud ja
Maya mahal ke saare bandhan chhod ke ud ja
Maya mahal ke saare bandhan chhod ke ud ja
Dil ki dhadkan mein maut jis din gungunayegi
Dil ki dhadkan mein maut jis din gungunayegi

Na sona kaam aayega na chaandi aayegi
Na sona kaam aayega na chaandi aayegi

Karmo ka pratap tune paya manav tan
Karmo ka pratap tune paya manav tan
Ab paap mein duba hai kyu ye murakh tera man
Ab paap mein duba hai kyu ye murakh tera man
Ye paap ki naiya tumhe ek din dubayegi
Ye paap ki naiya tumhe ek din dubayegi

Na sona kaam aayega na chandi aayegi
Na sona kaam aayega na chaandi aayegi

Saj dhaj ke jis din maut ki sahjaadi aayegi
Na sona kaam aayega na chandi aayegi – 5



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *