Ye Kaisa Gajab Tune Shyam Kar Diya Latest Krishna Bhajan Full Lyrics By Umesh & Netal Sharma

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #BestKrishnaBhajan
Lyrics Name:Ye Kaisa Gajab Tune Shyam Kar Diya
Singer Name:Umesh & Netal Sharma
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:7MB Time Duration :05:14:00







View In Hindi Lyrics

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya
Vrindavan Poora Radhe
Ke Naam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2

Shyam Jab Se Radha Ka Deewana Hua
Vrindavan To Mano Ki Barsana Hua
Apna Sab Kuchh Radhe Pe
Kurbaan Kar Diya…2
Vrindavan Poora Radhe
Ke Naam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2

Kahne Ko Dhaam Banke Bihari Ka Hai
Par Chalta Hukum Radhe Pyari Ka Hai
Ye Kaisa Ajeeb Sa Vidhaan Kar Diya
Vrindavan Poora Radhe
Ke Naam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2

Kan Kan Base Vrishbhanu Lali
Radhe Radhe Pukare Mohalle Gali
Khud Ko Radhe Ke Vas Mein
Tune SHyam Kar Diya…2
Vrindavan Poora Radhe
Ke Naam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2

Ye Kaisa Gajab
Tune Shyam Kar Diya…2



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *