Vridavan Ka Krishan Kanahiya Krishna Bhajan Full Lyrics By Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #LordKrishna #BestKrishnaBhajan
Lyrics Name:Vridavan Ka Krishan Kanahiya
Singer Name:Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:5MB Time Duration :03:22:00




View In Hindi Lyrics




Vrindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara
Vrindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara
man hi man kyo jale radhika mohan to hai sab ka pyara
man hi man kyo jale radhika mohan to hai sab ka pyara
Vrindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara

jamana tat par nand ka lala jab jab ras rachaye re
jamana tat par nand ka lala jab jab ras rachaye re
tan man dole kanha aisi basi madhur bajaye re
sudh-budh bhuli khadi gopiyan jane kaisa jadu dara
Vrindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara

rag salona aisa jaise chhai ho ghat savan ki
rag salona aisa jaise chhai ho ghat savan ki
ai ri mai to hui divani manamohan man bhavan ki
tere karan dekh banvare chhod diya mai ne jag sara
brindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara
man hi man kyo jale radhika mohan to hai sab ka pyara

Vrindavan ka krishhn kanhaiya sab ki ankho ka tara



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *