#BHAKTIGAANE #BhaktiBhajan #HindiBhajan #HindiLyrics
#Mantra #Bhajan #Aarti #DevotionalSongs #BhaktiSongs #HindiLyrics
Lyrics Name :Tere Ghar Mein Song Lyrics By Anil Kant
Singer Name :Anil Kant
Name :Tere Ghar Mein
Published Year :2017
File Size :5:20 MB
Time Durationn :6:00 M
Tere Ghar Mein Kaun Rahega, Tere Ghar Mein Kaun Rahega

Tere Paak Makaa Mein Kisko Chain Milega

Vo Jo Raste Pe Chalega Aur Bhale Kaam Karega
Jo Sadaa Sach Hi Kahega aur Burai Se Darega

Vo Tere Ghar Mein Rahega, Vo Tere Ghar Mein Rahega
Tere Ghar Mein Kaun Rahega, Tere Ghar Mein Kaun Rahega
Na Doston Ki Badi Mein Na Padosi Ki Burai
Vo Jo Darte Hai Khuda Se Unki Karta Hun Badai

Jo Kasam Khake Na Badle Chahe Nuksaan Uthaye
Jo Chale Raah Khuda Ki Kabhi Thokar Vo Na Khaaye