Tera Bhawan Saja Jin Phoolon Se Hindi Lyrics By Lakhbir Singh Lakkha

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Durgabhajan
Tera Bhawan Saja Jin Phoolon Se Hindi Lyrics

View In Hindi Lyrics

Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,

Un phoolon ko devta naman kare teri mala bani jin phoolon ki,

Tu jhulti jinme mala pehen kya shaan hai maa un jhoolon ki,

Kabhi waisi daya hum par hogi, Kabhi waisi daya hum par hogi,
Tere bhagto ko puri aash hai maa,
Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,

Kuchh phhol jo sacchi nishtha ke teri pindi pe chadhe,

Maa teri mehek mai unki mehek ghuli yeh bhagywan hai sabse bade,

Har bhagya ki rekha badalne ki, Har bhagya ki rekha badalne ki,
Divya Shakti tumhare paas hai maa,
Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,

Hi nit gagan ki chat se teri mandiro pe phool jo barse maa
Un phoolon ko matha lagane se tere naam ke diwane tarase maa,

Lakkha pe rahegi teri daya, Lakkha pe rahegi teri daya,
Nirdosh ko yeh viswas hai maa,
Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,

Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,
Tera bhawan saja jin phoolon se, Tera bhawan saja jin phoolon se,
Un phholon ki mahima khaas hai maa, bada garv hai unko kismet par,
Tera hua jo unme niwas hai maa,

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *