Tag: Shiviji Bhajan

Shiv Shnakar Ko Jisne Puja Hindi Lyrics By Gulshan Kumar

Shiv Shnakar Ko Jisne Puja Hindi Lyrics By Gulshan Kumar

Shri Shiva Bhakti Song
#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Shivjibhajan Shiv Shnakar Ko Jisne Puja Hindi Lyrics https://www.youtube.com/watch?v=oBuwBAt5vU8 View In Hindi Lyrics Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2 Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua Bhole shankar ki puja karo Dhayan charno mein iske dharo -2 Har har mahadev shiv shambu...... Damro vala hai jag mein dayalu bada Dindukhiyo ka data jagat ka pita -2 Sab pe karta hai yeh bhola shanker daya Sab ko deta hai yeh aashara In pawan charno mein arpan aakar jo ek baar hua Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua Om namo shivay namo Har har mahadev shiv shambu...... Naam uncha hai sabse mahadev ka Vandana iski karte hain sab devta Iski puja se vardan pate hain sab Shakti ka daan pate hain sab Nag asur prani...