Tag: Haath Jod Vinati Karu Suno Shyam Sarkaar Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics

Haath Jod Vinati Karu Suno Shyam Sarkaar Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics

Haath Jod Vinati Karu Suno Shyam Sarkaar Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics

Khatu Shyam Bhajan
#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan Lyrics Name:Haath Jod Vinati Karu Singer Name: Shyam Sundar Sharma Album Name :Krishna Bhajan Published Year:2017 File Size:10MB Time Duration :07:34:00 View In Hindi Lyrics Haanth jod vinati karu, sunjyo chit lagaaye, Daas aa gayo sharan mei, rakhiyo mhaari laaj, Dhnya dhundharo desh hai, Khatu nagar Sujaan, Anupam chhavi shree Shyam ki, darshan se kalyaan, Shyam Shyam mai ratu, Shyam hai jiwan praan, Shyam bhakt jag mei bade, unko karu pranaam, Khatu nagar ke bich mei, banyo aapko dhaam, Faagun sukla mela bhare, jai- jai baba Shyam, Faagun sukla dwaadasi utsav bhaari hoye, Baba ke darbaar se khaali jaaye na koi Umapati, Lakshamipati, Sitapati shree Raam, Lajja sabki raakhiyo, khatu ke baba Shyam, ...