Sun Le Meri Fariyaad Durga Hindi Bhajan Lyrics
सुन ले मेरी फरियाद दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Jaspinder Narula
Lyrics By : Balbir Nirdosh
Sun Le Meri Fariyaad Durga Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Jaspinder Narula This version of song is written by Balbir Nirdosh Sun Le Meri Fariyaad Durga Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Tips Bhakti Prem It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Sun Le Meri Fariyaad Durga Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Sun Le Meri Fariyaad Durga Hindi Bhajan Lyrics | सुन ले मेरी फरियाद दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Balbir Nirdosh और गया हैं Jaspinder Narula बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Ohh Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Ho Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le
Bikhre Jo Pag Pag Raah Mein Gham Ke Kaante Chun Bhi Le
Ab Na Nirash Karna
Poori Har Aas Karna
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le
Ho Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Yeh Ankhiyaan Jo Din Raat Barse Maa
Inme Hai Dard Bhara
Oh Kabhi Mile Tujhe Do Ghadi Fursat To
Haal Mera Puchh Tu Ja
Oh Aake Batlade Bigda Muqaddar Yeh
Tumse Na Kyun Hai Savra
Ohh Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Ho Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le
Bikhre Jo Pag Pag Raah Mein Gham Ke Kaante Chun Bhi Le
Ab Na Nirash Karna
Poori Har Aas Karna
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le
Pal Do Pal Bhi Na Jeevan Mein
Khushiyon Ke Maah Dekhe
Badi Tere Dar Mannatey Maangi
Maathe Bade Hain Teke
Ohh Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Tujhe Mandiron Mein Maine Pukara Maa
Nisdin Rote Rote
Oh Zulm Jag Ke Maa Ab Aur Humse
Sehen Nahin Hai Hote
Oh Tujhse Kehna Hai Kehte Rehna Hai
Humne Jaagte Sote
Ohh Reham Kar
Maiya Sun Le Meri Fariyaad
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le
Bikhre Jo Pag Pag Raah Mein Gham Ke Kaante Chun Bhi Le
Parvat Pe Rehne Wali Maiya Dukhda Sun Bhi Le