Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
#BhaktiGaane #LordKrishnaSong #DevotionalSongs
Title : Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Album Name: Shyam Sunder Sa Sunder
Lyrics Written By: Kavi Bijan
Singer Name: Ram Kumar Lakkha
Publishing Year: 2019
Music Lenth: 7:59
Size: 11 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Odhe Jaati Nirali Ghughrali Lata
Jaise Bhadav Ke Suraj Pe Kaali Ghata
Mere Banke Bihari Ki Nyari Chhata
Ati Pyari Chhata Matwari Chhata
Banwari Sa Dekha Naa Mundar Kahi
Banwari Sa Dekha Naa Mundar Kahi
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Nain Kajrare Aadhro Pe Ras Paan Hai
Daat Moti Se Phoolo See Muskaan Hai
Bol Meethe Lage Jaise Mishthaan Hai
Ye To Pahchan Hai Vo To Dhanwan Hai
Aesa Rang Sakhi Rang Chukandar Nahi
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Jiske Chehre Pe Bikhara Gajab Noor Hai
Mukh Mandal Pe Laalima Bharpoor Hai
Roop Dekha To Laage Kohinoor Hai
Banka Dastoor Hai Hari Magroor Hai
Mere Kanha Sa Dooja Muchhandar Nahi
Mere Kanha Sa Dooja Muchhandar Nahi
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder
Nazare Hatti Nahi Sohani Surat Hai Vo
Man Ko Mohle Jo Mohani Moorat Hai Vo
Sabne Bola Bada Khoob Surat Hai Vo
Haa Jaroorat Hai Vo Shubh Mahoorat Hai Vo
Apna Karle Bijan Hunar Nahi
Jiski Aankho Se Gehra Samundra Nahi
Shyam Sunder Sa Koi Bhi Sunder