Shyam Prem Ka Mujhpe Bhi Rang Chad Gaya Lyrics Sing By Bijender Chauhan

Shyam Prem Ka Mujhpe Bhi Rang Chad Gaya

#BHAKTIGAANE #KhatuShyamSong #DevotionalSong #NewDevotionalSong

Khatu Aana Jabse Aana Jana Jabse Bad Gaya
Shyam Prem Ka Mujhpe Bhi Rang Chad Gaya
Rang Chadh Gaya Shyam Ka

Khatu Aana Jabse Aana Jana Jabse Bad Gaya
Shyam Prem Ka Mujhpe Bhi Rang Chad Gaya
Rang Chadh Gaya Shyam Ka

Pahle To Saal Mein Ek Do Baar Hi Mil Paate The
Yaado Ke Sahare Hi Apna Waqt Bitate The
Dil Mein Hai Kya Ye Pad Leta
Jab Chaahe Bulaleta
Rang Chadh Gaya Shyam Ka

Khatu Aana Jabse Aana Jana Jabse Bad Gaya
Shyam Prem Ka Mujhpe Bhi Rang Chad Gaya
Rang Chadh Gaya Shyam Ka

Chinta Saup Di Shyam Ko
Hum Chintan Mein Rehte Hai
Hum Deewane Shyam Ke
Seena Thok Ke Kehte Hai

Jabse Bana ye Humsafar
Hum To Hue Hai Befikar
Rang Chad Gaya
Rang Chad Gaya Shyam Ka

Sanwariya Ke Prem Mein
Humto Jab Se Hum To Pad Gaye

Jag Ke Jhoothe Fareb Se
Hum To Upar Uth Gaye

Mohit Kahe Hu Khushnaseeb
Hum Bhi Hue Inke Kareeb
Rang Chad Gaya
Rang Chadh Gaya Shyam Ka

Khatu Aana Jabse Aana
Jana Jabse Bad Gaya
Shyam Prem Ka Mujhpe
Bhi Rang Chad Gaya
Rang Chadh Gaya Shyam Ka








Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *