श्याम नाम का प्याला कृष्णा भजन Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics

Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics

श्याम नाम का प्याला कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स



Singer By: Sunila Tushaniya
Lyrics By : Anil Sharma

Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Sunila Tushaniya This version of song is written by Anil Sharma Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Shyam Bhajan Sangrah It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.

Download :MP3 | MP4 | M4R


Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video


Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics | श्याम नाम का प्याला कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Anil Sharma और गया हैं Sunila Tushaniya बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .



Jeevan Ras Peena Hai To
Pee Shyam Naam Ka Pyaala
Apne Man Se Bol Jara Tu
Jai Shri Krishna Jai Gopala

Inke Hath Mein Chhod De Tu
Apne Jeevan Ki Dor
Badh Ke Pakdle Inka Daman
Na Jaa Tu Kahi Aur

Aur Chala Jaa Le Jaye
Jis Aur Murali Wala
Inke Bharose Naiya chhod De
Aap Bane Rakhwala
Jai Shree Krishna Jai Gopala

Hath Jod Kar Bole Dil Ko
Paar Lagane Wale Ye
Charno Mein Inki Jhukati Duniya
Gaiya Charane Wale Ye

Kaise Na Tujhko Paar Lagaye
Kaali Kamali Wala
Bhakto Ke Ye Govinda
Yahi Hai Deena Dayala
Jai Shree Krishna Jai Gopala

Jab Bhakto Ne Inko Pukara
Daud Chale Aaye Ye
Sankat Jab Bhakto Par Aaya
Laaj Bachane Wale Ye
Laaj Bachane Wale Ye

Sabko Ye To Paar Lagaye
Tirchhi Chitwan Wala
Hum Bhi Aaye Sharan Tihari
Paar Laga Gopala
Jai Shri Krishna Jai Gopala

Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics Download

Shyam Naam Ka Pyala Krishna Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *