श्याम का नाम खाटू श्याम भजन Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics

श्याम का नाम खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स

Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics



Download Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone


Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download


Chalta Ja Tu Chalta Ja Tu Maan Na Lena Haar
Tera Rasta Dekh Raha Hain Sanwaliya Sarkar
Shyam Ka Naam Japta Ja, Tu Bas Gungaan Karta Ja
Shyam Ka Naam Japta Ja, Tu Bas Gungaan Karta Ja

Ratt Ratt Shyam Shyam, Bhaj Bhaj Shyam Shyam Khol Ke Mukh Darwaza
Jag Ka Param Gyan Bas Yahi Shyam Naam, Shyam Sharan Mein Aaja

Raste Bhar Tu Sochta Aaya Kya Khoya Kya Paya Hai
Kismat Wala Hai Jo Tujhko, Isne Gale Lagaya Hai
Aisa Prem Bana Lo Band Aankhon Se Ho Deedar
Tera Rasta Dekh Raha Hain Sanwaliya Sarkar
Shyam Ka Naam Japta Ja, Tu Bas Gungaan Karta Ja
Shyam Ka Naam Japta Ja

Jis Chaukhat Par Tu Aaya Hai Wahan Kabhi Bhi Haar Nahi
Milta Hai Sammaan Yahan Par, Milta Hai Parivaar Yahin
Naam Mila Hai, Dhaam Mila Hai, Ab Kiski Darkaar
Tera Rasta Dekh Raha Hain Sanwaliya Sarkar
Shyam Ka Naam Japta Ja, Tu Bas Gungaan Karta Ja

Ratt Ratt Shyam Shyam, Bhaj Bhaj Shyam Shyam Khol Ke Mukh Darwaza
Jag Ka Param Gyan Bas Yahi Shyam Naam, Shyam Sharan Mein Aaja

Ari Bawli Premi Bankar Shyam Bhajan Mein Jhoom Le
Sachcha Sukh Shri Shyam Charan Hai, Is Chaukhat Ko Choom Le
Chanda Jab Tak Chale Ye Saansein Hota Rahe Deedar, Mera Chhoote Na Darbar
Tera Rasta Dekh Raha Hain Sanwaliya Sarkar
Shyam Ka Naam Japta Ja, Tu Bas Gungaan Karta Ja
Shyam Ka Naam Japta Ja

Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Shyam Ka Naam Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Download





Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *