Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai Lyrics Sing By Purushottam Agrawal

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai

#BHAKTIGAANE #KhatuShyamSong #DevotionalSong #NewDevotionalSong

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Poochhlo Chaahe Jaakar Iske Bhakti Se
Main Nahi Kehta Saari Duniya Kehti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Prem Se Jisne Bhi Baba Ko Pukara Hai
Shyam Ne Aakar Diya Usko Sahara Hai

Shyam Hawale Jiski Naiya Chalti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Ke Charno Mein Teerath Dhaam Saare
Hai Yahi Pe Swarg Dekhle Aakar Pyare

Shyam Ki Surat Jiske Dil Mein Basti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Ka Bhajan Jaha Gungaan Hota Hai
Uss Ghar Ka Rakshak To Baba Shyam Hota Hai

Jiske Ghar Mein Jyot Shyam Ki Jalti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai

Poochhlo Chaahe Jaakar Iske Bhakti Se
Main Nahi Kehta Saari Duniya Kehti Hai

Shyam Dhani Ki Kripa Jis Par Rahti Hai
Uske Ghar Mein Sukh Ki Ganga Behti Hai








Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *