Shyam Baba Ka Dar Mil Gaya Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics By Manish Bhatt

#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan
Lyrics Name:Shyam Baba Ka Dar Mil Gaya
Singer Name:Manish Bhatt
Album Name :Khatu Shyam Bhajan
Published Year:2017
File Size:8MB Time Duration :05:32:00







View In Hindi Lyrics

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2
Ek Bhatke Se Raahi Ko Yu
Aasra Umra Bhar Mil Gaya

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya…….

Jisne Shraddha Se Manga Yaha
Usko Muh Manga Var Mil Gaya…2
Begharo Ko Jaise Naya…2
Aashiya Chand Par Mil Gaya

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2

Shyam Baba Ka Dar Mil Gaya…….

Kisko Dekhu Tujhe Dekh Kar
Jab Tu Jane Nazar Mil Gaya…2
Shyam Ji Ki Nazar Ho Gayi

Mere Baba Ki Nazar Ho Gayi
Behunar Ko Hunar Mil Gaya

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2

Shyam Baba Ka Dar Mil Gaya…….

Mil Hi Jayegi Manjil Hume
Tu Hi Jab Humsafar Mil Gayal….2
Ho Gaya Tera Saajid Nihar O Shyam…2
Tere Dar Se Ye Sar Mil Gaya

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2

Shyam Baba Ka Dar Mil Gaya…….

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2
Ek Bhatke Se Raahi Ko Yu
Aasra Umra Bhar Mil Gaya

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya
Ek Beghar Ko Ghar Mil Gaya…2

Shyam baba Ka Dar Mil Gaya…….



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *