Aao Mahima Gaye Bhole Nath Ki Shiva Bhakti Full Lyrics Song

maxresdefault
Mp3 Lyrics/song Name:Aao mahima gaye bhole nath ki Bhakti me kho jaye bhole nath ki,Bhole nath ki jai shambhu nath ki jai Gauri naath ki jai dina naath ki jai

Singer Name:Anuradha Podwal









View In Hindi Lyrics

Aao mahima gaye bhole nath ki Bhakti me kho jaye bhole nath ki – 2
Bhole nath ki jai shambhu nath ki jai Gauri naath ki jai dina naath ki jai
Aao mahima gaye bhole nath ki Bhakti me kho jaye bhole nath ki

Mukh par tej hai ang bhabhuti gale sarp ki maala Mathe chandrama jata me ganga
Shiv ka roop nirala antaryami sabka swami Antaryami sabka swami bhakto ka rakhwala
Teeno lok me baat rahe hai ye din rata ujala

Jai bolo jai bolo bhole nath ki Bhakti me kho jaye bhole nath ki
Bhole nath ki jai Shambhu nath ki jai Gauri naath ki jai dina naath ki jai

Aao mahima gaye bholenath kiBhakti me kho jaye bhole nath ki Hari om namah shivay namah – 4
Pee ke bhang tarang me jab jab bhola shankar aaye Haath me apne damru lekar naache aur nachaye
Jobhi shraddha aur bhakti kiJobhi shraddha aur bhakti ki mann me jyot jalaye

Mera bhola shankar uspar apna pyar lutaye
Jai bolo jai bolo Bhakti me kho jaye bhole nath ki

Bholenath ki jai Shambhu nath ki jai Gauri naath ki jaiDina naath ki jai
Aao mahima gaye bhole nath ki Bhakti me kho jaye bhole nath ki – 3

Paar lagaye shiv bhole Bigdi banaye shiv bhole
Kasht nivare shiv bhole Dukh door kare shiv bhole

Jai bolo deena naath kiJai bolo gauri naath ki
Jai bolo badri naath kiJai bolo shambhu naath ki

Hai sabse nayare shiv bhole Hai sabse pyaare shiv bhole
Hai damru wale shiv bhole Bhole bhandari shiv bhole

Jai bolo deena naath kiJai bolo gauri naath kiJai bolo badri naath ki Jai bolo shambhu naath ki
Paar lagaye shiv bhole Bigdi banaye shiv bhole Kasht nivare shiv bhole Dukh door kare shiv bhole

Download-Button1



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *