#BHAKTIGAANE #BhaktiBhajan #HindiBhajan #HindiLyrics
#Mantra #Bhajan #Aarti #devotionalsongs #bhaktisongs #bhaktisongshindi
Lyrics Name : He Shirdi Ke Sai Ram Parampita .in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Singer Name : Sunny nayar
Album Name : Sai Ram Parampita
Published Year : 2013
File Size : 23 MB
Time Durationn : 21.14 M
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Sab Murado se Sab Khajane Bhare
Hame Manchaha Phal Mere Bhagwaan do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Teri Karunaa Pe Hamko Bharosa Badaa
Naam Tera Hi Japte Shubha Shaam Hain
Dwarka Maai Hamko Swarg Ke Jaise Lage
Charan Tere Hamare Liye Charo Dham Hain
Teri Dar Na Murado Ki Koi Kami
Har Sukh Ka Baba Sa Maan do …
He Sirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaagato Ka Kar Kalyan Do …
Tere Charno Ko Chune Se Mitti Ko Bhi
Sona Ban Jaate Hamne Hain Dekh Yahaa
Teri Rahmat Ki Barish Jinpe Hui
Badli Hain Unki Kismat Ki Rekha Yahaa
Teri Mahimaa Ka Gun Gaan Kare Ham Sadaa
Sadguno Ka Sai Hame Daan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Baba Ram Bhi Ho Tum Mere Ghanshyam Bhi
Tum Mere Liye Shankar Ka Avtaar Ho
Teri Aagya Se Chalti Hain Siddhiya Sabhi
Tum Chalate Sara Hi Sansaar Ho
Hath Ham Na Pasare Tere Dar Ke Siva
Baba Aisa Hame Aatma Samman Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Tum Dayaavaan Ho Jinpe Dali Najar
Kadvi Neem Ke Patte Bhi Mithe Huye
Tumne Apni Jubaa Se Duaa Di Jise
Vo Lafz Kabhi Bhi Na Jhute Huye
Tere Charno Se Ho Ham Kabhi Na Judaa
in Bhakto Ko Sai Aisa Vardaan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Kathputali Ke Jaise Hain Ham Sai Ji
Nache Jaate Hain Jaise Nachate Ho Tum
Ham Khiloono Ke Bas Me To Kuch Bhi Nahi
Raah Ke Kankar Ko Moti Banate Ho Tum
Jaise Auro Ko Mukti Sab Dukho Se Di
Kar Hamari Bhi Muskil Ko Asaan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Teri Dhuni Ki Paawan Vibhuti Prabhu’
Jin Bhakto Ke Ab Tak Hain Mathe Lagi
Unke Janmo Ke Rog Hain Pal Me Mithe
Soye Takdir Hain Ghadi Me Jage
Aandhi Kasto Ki Jivan Me Jor Se Chale
Ham Hain Kamzor Hamko Abhay Daan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Utne Honge Na Taare Aakash Me
Sai Karishme Hain Jitne Jo Tumne Kiye
Kai Murdo Ko jivan Hain Tumne Diya
Tumne Paani Se Bhi Hain Jalaye Diye
Tere Dham Aaye Lekar Ummide Badi
Rote Cheharo Ko Sai Ji Muskaan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
is Dil Ke pitaaro Me Kya Hain Bhara
Bina Batlaye Tum To Ho Sab Jante
Koun Khota Jahaa Me Koun Khara
Antaryaami Ho Tum Sab Ko Pahchante
Mad Naadan Aagyani Insan Ham
Gyan Sagar Ho Tum Hamko Bhi Ghyan do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Sab Kahte Hain Dukhiyo Ke Uddhar Ko
Ek Farrist Hain Utra Akash Se
Jiske Dar Se Sawali Na Khali Gaya
Jholi Jisne Failayi Hain Visvas Se
Annkhe Andho Ko Gungo Ko Di Hain Jubaa
Sai Santaanhino Ko Santaan do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Tere Nirdosh Dar Jo Jhukaya Hain Sar
Uspe Rakhna Dayaa Ka Tum Hath Sai
is Jivan Ki Unchi Nichi Raho Me
Deen Bhakto Ka Dena Tum Sath Sai
Hame Jag Me Bharosa Tum Par Sai
Pure Kar Tum Hamare Armaan Do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …
Sab Murado Se Tere Khajane Bhare
Hame Manchaha Phal Mere Bhagwaan do
He Shirdi Ke Sai Ram Parampita …
in Sharnaa gato Ka Kar Kalyan do …