Sawariya Tere Khatu Mein Aajivan Karawas Ho Latest Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics By Saurabh Madhukar

#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan
Lyrics Name:Sawariya Tere Khatu Mein Aajivan Karawas Ho
Singer Name:Saurabh Madhukar
Album Name :Khatu Shyam Bhajan
Published Year:2017
File Size:9MB Time Duration :06:18:00







View In Hindi Lyrics

Aisa Gunah Kara Ki
Mukadma Aaye tere Paas Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Chhod Tere Mandir Ki Seema
Bahar Nikal Saku Na
Kamra Aisa Fix Kara De
Kamra Badal Saku Na…2

Itna Karna Kamra Mera
Bilkul Madir Ke Paas Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Mere gunaho Mein Sawariya
Parivar Mera Shamil Ho
Daya Nahi Karna Unko Bhi
Yahi Saja Hasil ho….2

Bhaag Na Jaye Sabke Upar
Nigrani teri Khas Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Roz Pade Tere Mandir Mein

Tere samne Peshi
Mujhko Dekh Daya Aa Jaye
Halat Ho Jaye Aisi

Ek Din Kaidi Se Ban Jau
Main Shyam Ka Das Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Kaam Kaaj Aur Chal Chalan
Jis Din Mile Rihayi
Banwari Darbaar Se Jab
Tu Dene Lage Bidayi…2

Kahtu Se Nikalne Se Pahle
Nikle Meri Saans Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Aisa Gunah Kara Ki
Mukadma Aaye tere Paas Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2

Aisa Gunah Kara Ki
Mukadma Aaye tere Paas Ho
Sawariya tere Khatu Mein
Aajeevan Karavas Ho…..2



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *