Satyam Shivam Sundaram Shiva Bhajan Lyrics Lata Mangeshkar

Lord Shiv shankar (86)

Mp3 Song/Lyrics Name :Ishvar satya hai, satya hi shiv hai Shiv hi sundar hai, jaago uth kar dekho Jiivan jyot ujagar hai
Singer :Lata Mangeshkar
Album Name :Satyam Shivam Sundaram
Published Year :2008
File Size :9MB Time Duration :06:10:00



 

View In hindi Lyrics



Ishvar satya hai, satya hi shiv hai
Shiv hi sundar hai, jaago uth kar dekho
Jiivan jyot ujagar hai

Ishvar satya hai, satya hi shiv hai
Shiv hi sundar hai, jaago uth kar dekho
Jiivan jyot ujagar hai

Satyam shivam sundaram – 6
Sundaram aaaaa…
Ishvar satya hai
Satya hi shiv hai
Shiv hi sundar hai aaa aa
Satyam shivam sundaram – 4

Raam avadh mein, kashii mein shiv
Kanha vrindavan mein
Daya karo prabhu dekhu inko – 2
Har ghar ke aangan mein
Radha mohan sharanam
Satyam shivam sundaram – 2

Aaaa..aa..Ek surya hai, ek gagan hai
Ek hi dhartii mata
Daya karo prabhu ek bane sab – 2
Sab ka ek se nata
Radha mohan sharanam
Satyam shivam sundaram – 2

Ishvar satya hai
Satya hi shiv hai
Shiv hi sundar hai aaa… aa..
Satyam shivam sundaram – 4



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *