Sare Tirath Dham Apke Charno Mein Shri Hanuman Bhajan Lyrics Ranjeet Raja

oie_cpzugozrsrsf#BHAKTIGAANE #SareTirathDhamApkeCharnoMein
Lyrics Name:Sare Tirath Dham Apke Charno Mein
Singer Name: #RanjeetRaja
Album Name :#ShriHanumanBhajan
Published Year 2016
File Size:13MB Time Duration :09:1000




View In Hindi Lyrics



Sare Tirath Dham
Apke Charno Mein
Sare Tirath Dham
Apke Charno Mein
He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

Sare Tirath Dham
Apke Charno Mein
Sare Tirath Dham
Apke Charno Mein
He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

Harday mein siya ram bithake
Man mandir mein sajaya hai
Leke sahara shri ram ka
Patharon ko chirwaya hai….2

Ram ji ke pyare siya ke dulare
Bhakton ka sukh chain
aapke charnon mein
He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein…

Badhnath ke Nath paas
Se ram lakhan ko chudwaya
Hanuman ne garud ko lakar
Bandhan ko tha katvaya

Jai jai kar tumhari hanumat
Shat shat hai pranaam hai
Aapke charno mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein….

Ram siya ko tumne milaya
jaali ravan ki lanka
Akshay kumar ko maar mitaya
jinka bajaya tha danka…2

maruti nandan he jag bandan
Barmbar pranaam aapke charno mein
He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein….

Ashth sidhhi nav nidhi ke data
Tumse sab kuch pana hai
Ajar amar gun nidhi sut hou
Ram siya ne batay hai…2

Andhe ko aankhe kodhi ko kaya
Milta hai aaram aapke charno

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein…
He Hanuman pranaam

Aapke charnon mein

He Hanuman pranaam
Aapke charnon mein…



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *