Sanwra Imtihan Leta Hai Shri Krishna Bhajan Lyrics Hari Sharma

oie_1122830gs7djafi#BHAKTIGAANE #SanwraImtihanLetaHai
Lyrics Name:Sanwra Imtihan Leta Hai
Singer Name:#HariSharma
Album Name :#ShriKrishnaBhajan
Published Year 2016
File Size:8MB Time Duration :05:46:00




View In Hindi Lyrics



Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Sanwra Imtihan Leta Hai

Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Sanwra Imtihan Leta Hai…2

Mushkil samay mein kum ko parkhta
Vishvaas kitna ye sab samajhta
Premi ko jaan….
Premi ko jaan leta hai
Mera Sanwra Imtihan Leta Hai

Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Sanwra Imtihan Leta Hai…2

Dukh ki tapish jab hum ko sataye
Sukh ki chhiyya ban kar ke aaye
Khushi ki phuhaar….
Khushi ki phuhaar deta hai
Mera Sanwra Imtihan Leta Hai

Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Mera Sanwra Imtihan Leta Hai…2

Veeranon mein jab tu chalega
Kahta kamal ye saath milega
Sun ye pukar….
Sun ye pukar leta hai
Mera Sanwra Imtihan Leta Hai

Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Mera Sanwra Imtihan Leta Hai…2

Jindagi Sawar….
Jindagi Sawar Deta Hai
Sanwra Imtihan Leta Hai…2
Sanwra Imtihan Leta Hai…

Sanwra Imtihan Leta Hai…
Sanwra Imtihan Leta Hai…



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *