Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara Lyrics Sing By Poonam Sharma

Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara

#BhaktiGaane #khatuShyamSong #DevotionalSongs

Title : Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Album Name:Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Lyrics Written By: Binnu Ji
Singer Name:Poonam Sharma
Publishing Year:2019
Music Lenth:7:30
Size: 10 MB

 

 

 

Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us





Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Pyara Hai Shringar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Hoto Pe Kaisi Muskan Hai
Yehi To Iski Pehchan Hai

Aankhe Hai Iski Amrit Ki Hai Pyaliya
Hoto Pe Kaisi Muskan Hai

Mukh Mandal Pe Gaur Se Deko
Kaisa Hai Nikhar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Pyara Hai Shringar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Kesariya Baga Hai Pahne
Uppar Se Bhari Bhari Gehne

Mor Mukut Mein Heera Hai Chamak Raha
Gal Vich Shobha Kare Chaugani
Rang Birangi Haar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Pyara Hai Shringar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Kyo Itna Sajte Ho Pyare
Tere Aage Feeke Har Nazare
Tumto Aise Hi Sundar Ho Sanware
Noon Rai Varo Jee Varo Levo Nazar Utar
Sanwara Aaj To Gajab Dhaa Raha

Ye To Hamare Dil Ko Bhaa Raha
Jalwe Anoothe Ye Dikha Raha
Binnu Kehta Iske Jaisa Yaar Kaha
poonam Ka Chanda Sharmaya
Jabse Kiya Deedar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha

Saj Dhaj Baitha Shyam Hamara
Pyara Hai Shringar Sanwara
Aaj To Gajab Dhaa Raha



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *