Sai Ji ki Gali Main Makan Hona Chahiye Superhit Sai Bhajan Full Lyrics Hamsar Hayat Nizami

#BHAKTIGAANE #LatestSaiBhajan #BestSaiBhajan #HamsarHayatNizami
Lyrics Name:Sai Ji ki Gali Main
Singer Name: Hamsar Hayat Nizami
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2016
File Size:6MB Time Duration:04:26:00



 

View In Hindi Lyrics



Ho….
Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Dil Wala Pura Armaan Hona Chahiye
Baba Ji Ki , Mere Baba Ji Ki
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye

Jaypur Shahar Se Main Chola Banwaunga
Sone Ke Singhasan Pe Baba Ko Bithaunga
Gotedar Baba Ji Ka Chola Hona Chahiye
Hoo Sai Teri….
Baba Teri Gali Mein Makan Hona Chahiye
Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye

Ho…
Baba Teri Mandir Mein Kirtan Karaunga
Devi Aur Devta Main Saare Bulaunga
Charo Aor Bhakton Ka Mela Hona Chahiye
Hoo Sai Teri….
Ho Baba Teri Gali Mein Makan Hona Chahiye
Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye

Kirtan Ke Baad Main Prasad Banwaunga
Aane Jane Walo Ko Main Prem Se Khilaunga
Baba Tera Vas Mere Ghar Mein Hona Chahiye
Baba Ji Ki , Mere Baba Ji Ki
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye

Dil Wala Pura Armaan Hona Chahiye
Baba Ji Ki , Mere Baba Ji Ki
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye

Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye
Mere Baba Ji Ki Gali Mein Makan Hona Chahiye



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *