Sachha Hai Maa Ka Darbar Maiya Ka Jawab Nahi Vaishno Song Lyrics Lakhbir Singh Lakkha

vaish
Mp3 Song/Lyrics Name : Maiya hai meri Sheronwali Shan hai Ma ki badi nirali
Sacha hai Ma ka darbar Maiya ka jawab nahi..||
Singer : Lakhbir Singh Lakkha
Album Name : Maiya Meri Sherawali
Published Year : 2011
File Size : 9 Mb Time Duration : 6:54 Min





View In Hindi Lyrics



Darbar Hazaron Dekhe Hai
Par maa Ke Dar sa koi darbar nahi
jis gulshan mein maa ka noor na ho
aisa koi gulzar nahi
duniya se bhala main kya mangu
duniya to ek bhikharin hai
mangta hoon apni mata se
jaha hota kabhi inkar nahi
jai ho …………
jai ho…………
Maiya hai meri Sheronwali
Shan hai Ma ki badi nirali
Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi
Bada Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi..nahi nahi nahi nahi
Maiya hai meri Sheronwali
Shan hai Ma ki badi nirali
bada Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi…

Unche parbat bhawan nirala
Bhawan mein dekho singh vishala
Unche parbat bhawan nirala
Bhawan mein dekho singh vishala
Singh pe hai maiya ji sawar
Maiya ka jawab nahi…
Singh pe hai maiya ji sawar
Maiya ka jawab nahi

Hathoon mein kangan khan khan khanke
Mathe ki bindiya cham-cham chamke
Hathoon mein kangan khan khan khanke
Mathe ki bindiya cham-cham chamke
Aur Lal gale mein haar
Lal gale mein haar
Lal gale mein haar
Lal gale mein haar
Maiya ka jawab nahi…

Meri Maa hai Durga jai ho
Maa hai Kali
Bhagatoon ki jholi bharne wali
Bada Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi
Karti beda paar
Maiya ka jawab nahi…

Nange pao Akbar aaya
Nau sone ka chatar chadaya
Door kiya anhankar
Door kiya anhankar
Door kiya anhankar
Maiya ka jawab nahi…
Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi

Maiya hai meri Sheronwali
Shan hai Ma ki badi nirali
Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi
Bada Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi

Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi

Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi.




Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *