रिद्धि सिद्धि का स्वामी गणेश भजन Riddhi Siddhi Ka Swami Ganesh Hindi Bhajan Lyrics

रिद्धि सिद्धि का स्वामी गणेश हिंदी भजन लिरिक्स



Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone

Riddhi Siddhi Ka Swami Ganesh Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download



Riddhi Siddhi Ka Swami Tu Hai Ganraya
Riddhi Siddhi Ka Swami Tu Hai Ganraya
Tere Sharan Mein Humne Manga Vo Paya
Tu Vighno Ko Harne Wala Kashton Ko Harne Wala
Vighno Ko Harne Wala Kashton Ko Harne Wala
Poori Karte Humari Kamna Kamna

Hai Deva Kripalu Apna Deva Kripalu
Dil Ka Dayalu Vo Hai Dil Ka Dayalu
O Sabse Phele Hi Deva Poojan Aur Teri Seva
Bhog Lage Ha Teri Arti Arti
Modak Mishri Ke Sang Mein Laye Hai Meva
Phoolon Ki Malaye Hai Fal Hai Kai Deva
Akshat Kumkum Aur Kandan Durva Hum Lekar Aaye

Hai Mandir Ki Shobha Nyari Shobha Hai Nyari
Darshan Karne Unke Hai Bhavat Nar Nari
Jai Siddhivinayak Jai Ho Gannayak Teri Jai Ho
Shraddha Lekar Hum Mann Ki Aaye Hai Aaye Hai

O Ratnojade Sone Ke Modak Nisohe
Mukhde Ki Aabha Nyari Shakti Manmohe
Deva Pitambardhari Mooshak Teri Sawari
Tu Hai Chaturbhujdhari Hey Prabhu Hey Prabhu

Tumne Kardhni Saanpkala Mukh Ka Kalmala
Aabhushan Damke Tan Pe Sindoori Tan Pe
Hai Aankhon Se Neha Chhalke Bholapan Mukh Pe Jhalke
Hotho Par Sudh Hai Pyara Deva Re Ganpati
Hai Bajte Nagade Tashe Mandir Mein Dham Dham

Jhanjh Manjiro Ki Hai Awazein Jham Jham
Tan Tan Tan Ghanta Rabse Gumbaj Mandir Ka Goonje
Bhakt Jab Gaaye Teri Arti Arti
Gaudhuli Bela Dete Sandhya Dhal Jaye

Banjara Ik Tare Ko Chede Aur Gaaye
Bairagi Rag Sunaye Tere Gungatha Gaaye
Nisdin Sab Tujhko Dhyaye Ganraya Ganraya
Gannath Hum Par Meherban Hai

Ye Bhi Kya Kam Tera Ehsan Hai
Teri Bhakti Na Choote
Rishta Na Apna Toote
Lagni Lag Jaye Tere Naam Ki Naam Ki
Vighno Ko Harne Wala Kashton Ko Harne Wala
Vighno Ko Harne Wala Kashton Ko Harne Wala

Riddhi Siddhi Ka Swami Ganesh Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Riddhi Siddhi Ka Swami Ganesh Hindi Bhajan Lyrics Download

Riddhi Siddhi Ka Swami Ganesh Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *