Prabhu Charnon Se Lagaye Rakhna Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics By Sanjay Mittal

#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan
Lyrics Name:Prabhu Charnon Se Lagaye Rakhna
Singer Name:Sanjay Mittal
Album Name :Khatu Shyam Bhajan
Published Year:2017
File Size:10MB Time Duration :06:57:00

View In Hindi Lyrics

Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna

Ek aas tumhari hai, Vishwas tumhara hai
Ek aas tumhari hai, Vishwas tumhara hai
Tera hi bharosa hai, tera hi sahara hai

Nirbal ke bal ho, hare ke saathi, Har Deepak mein teri hi baati

Tera ujiyara hai, roshan jag saara hai
Tera ujiyara hai, roshan jag saara hai
Tujhse hi chamak raha, har chaand sitara hai
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna

Prem ka bhukha saara jahan hai, Tujh bin sachcha prem kahan hai

Tu prem ka Thakur hai, tu hi prem pujari hai

Ise sabko mluta raha, teri datary hai
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna

Charan sharan hai humko nibhana, Sarvasva apna tujhko hi mana

Bhakti ka data tu, Shakti ka data tu
Bhakti ka data tu, Shakti ka data tu
Binnu Itna jaane, mera bhagya vidhata tu
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna

Ek aas tumhari hai, Vishwas tumhara hai
Ek aas tumhari hai, Vishwas tumhara hai
Tera hi bharosa hai, tera hi sahara hai
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna
Prabhu Prem Banaye Rakhna Charnon se lagaye rakhna

Download-Button1-300x157

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *