Phir Bhi Dil Hai Hindustani Patriotic Song Full Lyrics By Udit Narayan

#BHAKTIGAANE #PatrioticSong
Lyrics Name:Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Singer Name:Udit Narayan
Album Name :Patriotic Song
Published Year:2017
File Size:5MB Time Duration :03:55:00







View In Hindi Lyrics

Hum Logo Ko, Samajh Sako To
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Jitna Bhi Tum Samjhoge Utni Hogi Hairani
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Jitna Bhi Tum Samjhoge Utni Hogi Hairani
Apni Chatri Tum Ko De De Kabhi Jo Barse Paani
Kabhi Naye Packet Mein Beche Tumko Cheez Purani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Thode Anadi Hai, Thode Khiladi
Ruk Ruk Ke Chalti Hai Apni Gaadi
Thode Anadi Hai, Thode Khiladi
Ruk Ruk Ke Chalti Hai Apni Gaadi
Hume Pyaar Chaahiye, Aur Kuch Paise Bhi
Hum Aise Bhi Hai, Hum Hai Waise Bhi
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Ulti Seedhi Jaisi Bhi Hai Apni Yahi Kahani
Thodi Hum Me Hushiyari Hai Thodi Hai Naadani
Thodi Hum Me Sacchai Hai Thodi Beimaani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Aankhon Mein Kuch Aasun Hai Kuch Sapne Hai
Aasun Aur Sapne Dono Hi Apne Hai
Aankhon Mein Kuch Aason Hai Kuch Sapne Hai
Aason Aur Sapne Dono Hi Apne Hai
Dil Dukha Hai Lekin, Tuta To Nahin Hai
Umeed Ka Daaman Chhuta To Nahin Hai
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Thodi Majburi Hai Lekin Thodi Hai Manmaani
Thodi Tu Tu Main Main Hai Aur Thodi Kheecha Taani
Humme Kaafi Baatein Hai Jo Lagti Hai Deewani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *