Pehen Ke Chola Laal Hindi Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Hanumaanbhajan
Pehen Ke Chola Laal Hindi Lyrics

View In Hindi Lyrics

Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,

Saari- saari raat teri, jyot jalai hai,
Tu nahi aaya baba, teri ruswayi hai,
Saari- saari raat teri, jyot jalai hai,
Tu nahi aaya baba, teri ruswayi hai,
Mera bhi karna khyaal, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,

Tum aaoge mann harsega, ghar aangan mera chamkega,
Karke darshan jee bhar lunga, kaid tumhe dil mai kar lunga,

Dene darshan aaj, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.

Sankat sabka dur kar do, baba sabko nirmal kar do,
Wo khusiya manaye din raat, Balaji mere ghar aana,

Wo jhumta, naachata jaye din raat, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *