Parvat Se Utar Kar Maa Mere Ghar Aa Jana Maa Durga Latest Bhajan Lyrics Vishal

oie_kmqlfcvc1wsj#BHAKTIGAANE #ParvatSeUtarKarMaa
Lyrics Name:Parvat Se Utar Kar Maa
Album Name :#MaaDurgaBhajan
Published Year 2016
Singer Name: #Vishal
File Size:8MB Time Duration :05:34:00




View In Hindi Lyrics



Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana
Main Bhi Bhagat Tera
Mera Maan Badha Jana…2

Maiya Tere Bete Ko
Tera Hi Sahara Hai
Jab jab kasht pada
Maine tumhe hi
pukara hai…

Ab der karo na maiya
Daudi daudi aa jana
Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana…2

Parvat Se Utar Kar Maa…

Na sewa teri jaanu
Na pooja teri jaanu
Main to hoon agyaani maa
Teri mahima na jaanu

Main laal tu maiya meri
Bas itna hi jana
Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana…2

Parvat Se Utar Kar Maa…

Jab aaogi ghar maa
Main charan pakharunga
Karuna ki dhul teri
Main maathe se lagaunga

Main charnon mein sheesh rakhu
Tum haath badha jana
Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana…2

Parvat Se Utar Kar Maa…

Main rahta hoon har pal
Bas tere hi aabhaar
Ye maang raha hai vishal
Bas thoda sa pyar

maa apne mahesh ko
Tu aa raah dikha jana
Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana…2

Parvat Se Utar Kar Maa…

Parvat Se Utar Kar Maa
Mere Ghar Aa Jana
Main Bhi Bhagat Tera
Mera Maan Badha Jana…2

Parvat Se Utar Kar Maa…



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *