Palkon Ka Ghar Taiyar Saware Hindi Lyrics By Kumar Deepak


#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Krishnabhajan
Name: Palkon Ka Ghar Taiyar Saware Hindi Lyrics
Singer Name:Kumar Deepak
Album Name :***
Published Year:2018
File Size:07:32
Time Duration:06:00 MB







View In Hindi Lyrics

palko ka ghar taiyar savare

mere ankhiya kare intezar savare-2

palko ka ghar taiyar savare-2

ankho ke ashuwan jal se tere charan pakharunga mai-2

palako ki kanghi se tere, bal savarunga mai -2

mauka seva ka de ekbar savare -2

palko ka ghar taiyar savare

mere ankhiya kare intezar savare-2

prem hai ye niswarth hamara sagar sa hai gahara -2

hm tere huye talabgaar savare -2

palko ka ghar taiyar savare

meri palako ka ghar taiyar savare

bade bhav se bade chav se tera laad karenge-2

jaha rakhoge kadam kanhaiya whi pe hath rakhenge

khwahish puri karo ek bar savare

palko ka ghar taiyar savare

meri palako ka ghar taiyar savare

mahalo jaise thath nahi ghar dekhne to aao-2

rhna na chaho kam se kam aajmane ao-2

mohit dil se kare manohar savare

palko ka ghar taiyar savare

meri palako ka ghar taiyar savare



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *