Nau Din Nav Durga Ke Mahan Maa Durga Bhajan Full Lyrics By Sushila

#BHAKTIGAANE #MaaDurgaBhajan #DurgaMataBhajan
Lyrics Name:Nau Din Nav Durga Ke Mahan
Singer Name:Sushila
Album Name :Maa Durga Bhajan
Published Year:2017
File Size:18MB Time Durationn :12:53:00

View In Hindi Lyrics

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Nau Din Nav Durga Ke Mahan
Shakti Sadhana Se Ho Kalyan

Pratham Navratra Hai Shail Putri Mata Ka
Jagnani Aadi Shakti Sukh Data Kaa

Jyot Jale Nau Din Hi Saman
Degi Vijay Ka Maa Vardan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Duje Navratri Brahmcharani Ki Pooja Hoti
Shakti Buddhi Gyan Bhakto Ko Deti
Swet Pushp Karu Maa Ko Pradan
Karegi Mata Kripa Mahan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Har Peeda Harti Maa Katati Har Vipda Ko
Teeje Navratri Simaru Maa Chandra Ghanta Ko
Chunari Chadake Dharlo Dhyan
Maa Vipdau Ko Degi Viram

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Kushmanda Kehlati Hai Hamari Chaturth Mata
Naam Inhi Ke Hota Chautha Navratra
Poojan Jo Karta Dharta Dhyan
Paaye Dhan Yash Aur Samman

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Jai Ho Tumhari Aadi Bhawani Skand Mata
Karlo Pooja Pancham Hai Inka Navratra
Karuna Ki Devi Daya Nidhan
Dena Shakti Aur Hame Gyan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Chhatavi Navratri Pooja Karo Maa Katyani Ki
Har Sukh Vaibhav Ki Mata Hai Pradayani
Deep Chadau Supari Paan
Maiya Kar Degi Dhanwan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Satva Roop Nav Durge Ka Hai Kaal Ratri
Kalo Ki Mahakaal Baksti Hai Jo Datri
Sadhana Ka Phal Deti Maa Mahan
Dooja Naa Koi Inke Saman

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Maha Gauri Hai Durge Maa Ka Astam Roop
Yahi Shiva Hai Yahi Hai Ambe Shakti Swaroop
Brahma Vishnu Karte Pranaam
Raksha Karti Singh Pe Aan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Shakti Sadhana Tabhi Safal Ho Paati Hai
Siddhi Datri Jab Prasanna Ho Jati Hai
Nava Navratra Siddhi Datri Ke Naam
Unse Poorana Hota Navratri Vidhan

Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho
Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Jai Maiya Jai Ho

Download-Button1-300x157

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *