Naam Ke Tere Danka Baje Jag Janni Kalyani Vaishno Song Lyrics Anuradha Paudwal

vaishno image
Mp3 Song/Lyrics Name : Naam Ke tere danka baaje jag janni kalyani koi kahe tujhe jagdamba koi kahe bhawani tujhe sunaane aate hai sab apni karun kahani||
SingerAnuradha Paudwal
Tv Show Name : Jai Mata Di
Published Year : 2001
File Size : 8 Mb Time Duration : 5:50 Min






View In Hindi Lyrics



jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki

Naam Ke tere danka baaje jag janni kalyani
koi kahe tujhe jagdamba koi kahe bhawani
tujhe sunaane aate hai sab apni karun kahani
apni mamta ka amrit chhalka de mata rani

Ho ho unche parvat rahne wali bhakton ke harne wali
sabka mangal karne wali sabka mangal karne wali
shera wali maa o meri maa o meri maa o meri o meri maa

jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
O Maa O Maa O Maa

Nirdhan paye dhan or daulat
nirbal shakti paye..2
gunge ko vaani milti hai
andha jyoti paye..2
tu hai data sab hai bhikhari..2
bhar de jholi maa o meri maa o mreri maa o meri maa

jai mata ki jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki jai mata ki

dharti amber gahere sagar
tere roop hai saare..2
teri jyoti se hi mata
suraj chand sitare..2
agn pavan tere bas mein ..2
sab teri mahima o meri maa
o meri maa o meri maa o meri maa

jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki

mamta ki pida ko jag mein
kaun bhala pahchane ..2
mai bhi maa hoon tu bhi maa hai
mai janu tu jane..2
lal ko mere jivan de de..2
le le meri jaan o meri maa o meri maa o meri maa

jai mata ki jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki jai mata ki




Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *