#BHAKTIGAANE #RadhaKrishnaBhajan #LordRadhakrishnaBhajan
Lyrics Name:Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Singer Name:Hemant Brijwasi
Album Name:Radha Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:12:MB
Time Durationn :09:5:00
Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Shyam Ki Tumko Sabhi Kahte Atma
Atma Mein Mein Mili Sabko Parmatma
Hai Alag Sabse Anupam Kahani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Naam Radhe Ka Humko Sahara Mile
Doobi Naiya Ko Pal Mein Kinara Mile
Naav Kagaj Ki Gahra Hai Paani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Bhaav Shraddha Ka Radhe Main Arpan Karu
Apna Tan Man Main Tumko Samarpan Karu
Geet Charano Mein Ye Zindgani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Hum Sharan Ladali Radha Rani
Radhe Shri Radhe Rasana Se Ratate Rahe
Sabke Dukh Charano Se Katate Rahe
Sunlo Hemant Ki Ye Jubani
Naam Japte Sabhi Gyani Dhyani
Hum Sharan Ladali Radha Rani