Naa Jaane Kya Shyam Teri Surat Mein Krishna Bhajan Full Lyrics By Ajay Tiwari

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #BestKrishnaBhajan
Lyrics Name:Naa Jaane Kya Shyam Teri Surat Mein
Singer Name:Ajay Tiwari
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:5MB Time Duration :03:35:00







View In Hindi Lyrics

Naa Jaane Kya Shyam Teri
Surat Mein Jadu Tona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai

Kaala Kaala Kah Ke Tujh Ko
Braj Ke Gwal Pukare

Nand Baba Ke Pyare Mohan
Maa Ki Aankho Ke Taare

Gora Kala Rang Nahi Tera
Roop To Tera Shyam Salona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai
Naa Jaane Kya Shyam Teri
Surat Mein Jadu Tona Hai

Kajrare Tere Nain Saaware
Teekhe Baan Chalave
Murali Har Leti Hai Mann Ko
Jab Tu Taan Sunave
Sunli Murali Jisne Teri
Sudh Budh Apni Khona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai
Naa Jaane Kya Shyam Teri
Surat Mein Jadu Tona Hai

Chaurasi Ke Fer Mein Pad Kar
Janam Janam Se Bhatak Rahe
Baar Baar Ek Dwar Per Aakar
Apne Sir Ko Patak Rahe Hai
Aap Hi Se Mere Jeevan Ka
Ye Mehka Kona Kona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai
Naa Jaane Kya Shyam Teri
Surat Mein Jadu Tona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai

Ab Lagta Hai Shyam Mere Sang
Kuchh Kuchh Naa Kuchh To Hona Hai



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *