Na Main Meera Na Main Radha Beautiful Krishna Bhajan Full Lyrics By Dharmendra Rathor

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #BestkrishnaBhajan
Lyrics Name:Na Main Meera Na Main Radha
Singer Name:Dharmendra Rathor
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:11MB Time Duration :07:48:00







View In Hindi Lyrics

Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Paas mere to khuchh bhi nahi hai
Charno me sheesh jhukana hai
Na main meera na main radha

Jab se teri surat dekhi
Usme prem ki murat dekhi
Apana tujhe banana hai

Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Na main meera na main radha

Jab tak sadhan kuchh na janu
Apni lagan ko sab kuchh manu
Dil ka dard sunana hai

Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Na main meera na main radha

Janam janam se bhooli tumako
Ab jakar hun jani tumako
Ab na tumhe bhulana hai

Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Na main meera na main radha

Daasi teri sharan me aayi
Lagan milan ki man main samai
Prem ki bhet chadana hai

Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Na main meera na main radha

Paas mere to kuchh bhi nahi hai
Charano main sheesh jhukana hai
Na main meera na main radha
Phir bhi shyam ko pana hai
Na main meera na main radha



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *