Na Main Mangu Sona Na Main Mangu Chandi Maa Durga Song Lyrics Anuradha Paudwal

Maa-Vaishno-Devi-
Mp3 Song/Lyrics Name : Na main mangu sona na main mangu chandi na main mangu sona na main mangu chandi Jinvan sada safal ho vaisa var do dati Na Main Mangu Sona Na Main mangu chandi |
Singer : Anuradha Paudwal
Album Name : Mata Ke Navratre
Published Year : 2015
File Size : 8 Mb Time Duration : 5:56 Min



 


View In Hindi Lyrics




Na Main Mangu Sona Na Main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi
Jinvan sada safal ho mera vaisa var do dati
Na mai mangu sona na main mangu chandi
Na mai mangu sona na main mangu chandi

Ye paun main ye bhi paun or wo bhi mil jaye
Lobhi man ki trishna to mite na lakh mitaye
Lobh moh se iss duniya mein koi nahi bach paya hai
Kitne jatan se maiya maine tera dhyan lagaya hai
Tere nam ki daulat to mata pal pal mujhe lubhati
Na main mangu sona na main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi

Teri mamta ki shital chhaya ho sar pe mere
Tere pyar ka dipak kare ujala saanjh savere
Teri daya ho gar maiya Main motiyon ki pahnu mala
Chola tere naam ke rang mein maiya maine rang dala
Teri bhakti mein maiya magan rahun din raati
Na main mangu sona na main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi

Teen lok ki mata bhed tu sabke dilon ke jane
Sach kya hai or jhuth hai kya maa tu sabkuch pahchane
Bure bhale kaise bhi ho sabko tune apnaya hai
Iss dharti pr teri nazar mein koi nahi paraya hai
Yugo yugo se mahima teri jag mein gayi jati
Na main mangu sona na main mangu chandi
Na mai nmangu sona na main mangu chandi

Na main mangu sona na main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi
Jivan sada safal ho mera vaisa var do dati
Na main mangu sona na main mangu chandi
Na main mandu sona na main mangu chandi
Na Main Mangu Sona na main mangu chandi
Na main mangu sona na main mangu chandi




Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *