Murli Bajake Mohana Hindi Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Krishnabhajan
Murli Bajake Mohana Hindi Lyrics

View In Hindi Lyrics

murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

apno se hay kaisa vyvhaar hai tumhaara

dhudaa gali gali main khoja dagar dagar main

man main yahi lagan hai, darshan mile dubaara
man main yahi lagan hai, darshan mile dubaara

murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

apno se hay kaisa vyvhaar hai tumhaara
apno se hay kaisa vyvhaar hai tumhaara

murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

madhuvan tumhi bataao mohan kahaa gaye hain
kaise jhulas gayaa hai komal badan tumhara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

apno se hay kaisa vyavhaar hai tumhaara
apno se hay kaisa vyavhaar hai tumhaara

yamuna tumhi bataao , chaliya kahan gaya hai
tu bhi chali gayi hai kahti neel dhaara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

duniya kahe deewani paagal kahe jamaana
tumko na bhool jaana humko nahi gawaara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

radha ki peer krishna vyaakul hriday hi jaane
samjhega kya bhalaa vo jisko naa gum pyaara
murli bajaa ke mohna kyon kar liya kinara

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *