Murli Bajakar Ke Aapne Deewana Bana Diya Krishna Bhajan Full Lyrics

#BHAKTIGAANE #KrishnaBhajan #LordkrishnaBhajan
Lyrics Name:Murli Bajakar Ke Aapne Deewana Bana Diya
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:12MB Time Durationn :08:50:00







View In Hindi Lyrics

Murali Bajakar Ke Aapne
Deewana Bana Diya
Tan Ka Raha Naa Hosh
Mastana Bana Diya

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala
Ab Tak To Paraya Tha
Ab Apna Bana Dala

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala
Ab Tak To Paraya Tha
Ab Apna Bana Dala

Ab Tak To Bhatakta Tha
Maya Ke Bazaro Mein
Tune Apna Samajh Mujhko
Apna Sewak Bana Dala

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala

Kabhi Shola Kabhi Sabnam
Kabhi Badal Bana Diya
Tere Pyar Ne Kanhaiya
Mujhe Pagal Bana Diya

Tune Agar Mujhko
Banaya Hai Basuri
To Main Tumhe Aankh
Ka Kajal Bana Dala

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala

Main Sewak Hu Tera
Tu Data Mera
Tune Apni Chaukhat Ka
Mastana Bana Dala

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala
Ab Tak To Paraya Tha
Hame Apna Bana Dala

Murali Bajakar Ke
Deewana Bana Dala



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *