Mujhe Tune Maalik Bahut Kuch Diya Hai Ram Bhajan Full Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestRamBhajan #BestRamBhajan
Lyrics Name:Mujhe Tune Maalik
Singer Name:shri prembhushan ji maharaj
Album Name :Ram Bhajan
Published Year:2017
File Size:19MB Time Duration :13:29:00




View In Hindi Lyrics




Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Na milati agar di hui daat teri
To kya thi zamaane mein aukaat meri

Ye banda to tere sahaare jiya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Ye jaayadaad di hai, ye aulaad di hai
Musibat mein har waqt ki madad ki hai

Tere hi diya maine khaaya piya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mera hi nahin tu sabhi ka hai daata
Sabhi ko sabhi kuchh hai deta dilaata

Jo khaali tha daman tune bhar diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Teri bandagi se mai banda hoo maalik
Tere hi karam se mai jinda hoo maalik

Tumhi ne to jine ke kaabil kiya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mera bhool jaana tera na bhulaana
Teri rahamato ka kahaan hai thikaana

Teri is mohabbat ne paagal kiya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Mujhe tune maalik bahut kuchh diya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai
Tera shukriya hai, tera shukriya hai

Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram
Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram

Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram
Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *