Mere Shyam Tune Ye Kya Kar Diya Shri Krishna Bhajan Lyrics Sanjay Mittal

oie_fqzvjcv9mt5h#BHAKTIGAANE #MereShyamTuneYeKyaKarDiya
Lyrics Name:Mere Shyam Tune Ye Kya Kar Diya
Singer Name: #SanjayMittal
Album Name :#ShriKrishnaBhajan
Published Year 2016
File Size:11MB Time Duration :07:58:00




View In Hindi Lyrics



Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera

Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera

Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera

Tune lutaya maine udaya
Kirpa ko teri main na paya
Rista hai kya shyam
Tera aur mera
Bana tu mera na
Bana main tera

Bana tu mera na
Bana main tera

Dukh ki ghadi mein
Sab aansu bahate…2
Meri har khushi mein
Ye tham nahi pate

Karu kaise shyam
sukriya main tera
Bana tu mera na
Bana main tera

Bana tu mera na
Bana main tera

Nazar jo teri mujhpe
Sab pe hi karna
Dharti ka koi bhi
Kona Bache na

Kahe har koi shyam
Hai bas mera
Bana tu mera na
Bana main tera

Bana tu mera na
Bana main tera

Meri galtiyon ko
Kabhi bhi na ginana
Charan raj ka hak
Na kabhi hum se chhinana

Nirmal mita do
Ye janmo ka phera
Bana tu mera na
Bana main tera

Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera

Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera

Mere Shyam Tune
Ye Kya Kar Diya
Bana tu mera na
Bana main tera



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *