Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai -Lyrics By Bhanu Shri


#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Krishnabhajan
Name:Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Singer Name:Bhanu Shri
Album Name :***
Published Year:2018
File Size:04:43 M
Time Duration:03:00 MB







View In Hindi Lyrics

Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Jis Aur Dekhu Har Shay Mein Mujhko
Bin Saanware Kuchh Bhi Dikhta Nai

Haale Baya Karu Kya Main Apna
Ab Shyam Bin Kuchh Bhi Jachta Nahi

Saathi Mera Hum Nawaz Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai

Joban Hu Uski Bani Bawari
Wahi Meri Preetam Wahi Mera Sathi

Nahi Koi Duniya Mein Hai Shyam Jaisa
Basi Meri Dil Mein Uski Hi Jhaki

Anokhi Kya Pyari Aada Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai

Ussi Ko Rijhau Ussi Ko Manau
Usi Ki Raza Mein Rahu Raat Din

Ab Zindagani Likhi Naa Uske
Nahi Koi Dooja Mera Shyam Bin

Yaha Sanwara Hai Waha Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Mere Dard Ki Ab Dawa Sanwara Hai
Dil Sanwara Meri Jaan Sanwara Hai

Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *