Mere Banke Bihari Sarkar Ko Jag Mein Krishna Bhajan Full Lyrics By Chitra Vichitraji Maharaj

#BHAKTIGAANE #KrishnaBhajan #LordkrishnaBhajan
Lyrics Name:Mere Banke Bihari Sarkar Ko Jag Mein
Singer Name:Chitra Vichitraji Maharaj
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:12MB Time Durationn :08:31:00







View In Hindi Lyrics

Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha
Danka Baaj Raha
Jagat Mein Danka Baaj Raha

Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Banke Bihari Ko Pyaro Vrindavan
Sab Bhaktan Ko Hai Jeevan Dhan

Yaha Lut Raha Prem Aapar
Jag Mein Danka Baaj Raha

Are Re Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Banke Bihari Ki Chhata Hai Nyari
Deewani Yaaki Duniya Saari

Charanan Mein Jai Ho
Charanan Mein Jhuke Sarkar
Are Re Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Banke Bihari Rangeelo Thakur
Rangeelo Thakur Raseelo Thakur
Yaha Beh Rahi Ras Ki Dhaar
Jag Mein Danka Baaj Raha

Are Re Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Banke Bihari Ka Pagal Jamana
Chitra Vichitra Ka Sunke Tarana
Kare Bhakt Sabhi Kare Jai Jaikar
Jag Mein Danka Baaj Raha

Are Re Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha

Danka Baaj Raha Jagat Mein Danka Baaj Raha
Are Re Mere Banke Bihari Sarkar Ko
Jag Mein Danka Baaj Raha



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *