Mera Shyam Aa Jata Mere Samne Hindi Lyrics By Mayank Aggarwal

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Krishnabhajan
Mera Shyam Aa Jata Mere Samne Hindi Lyrics

https://www.youtube.com/watch?v=nsTqvoSkr3I

View In Hindi Lyrics

Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai,
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai,
Jab jab bhi ise pukaru mai, Jab jab bhi ise pukaru mai,
Tasvir ko iski niharu mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Jab jab bhi ise pukaru mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,

Khus ho jaye agar Saawariya kismat ko chamka deta,
Khus ho jaye agar Saawariya kismat ko chamka deta,
Haanth pakar le agar kisi ka jiwan swarg bana deta,
Haanth pakar le agar kisi ka jiwan swarg bana deta,
Yeh baatein soch vicharu mai, Yeh baatein soch vicharu mai,
Yeh baatein soch vicharu mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Yeh baatein soch vicharu mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,

Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Tera sath hai thandi chhya baaki duniya dhoop hai,
Jab jab bhi jag se haaru mai, Jab jab bhi jag se haaru mai,
Jab jab bhi jag se haaru mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Jab jab bhi jag se haaru mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,

Girne se pehle se hi aakar baba mujhko sambhal lega,
Pura hai viswas hai raj ko tufano se nikalega,
Yeh tan mann tujhpe vaaru mai, Yeh tan mann tujhpe vaaru mai,
Yeh tan mann tujhpe vaaru mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,

Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai,
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai,
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai,
Jab jab bhi ise pukaru mai, Jab jab bhi ise pukaru mai,
Tasvir ko iski niharu mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Jab jab bhi ise pukaru mai, Tasvir ko iski niharu mai,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,
Oh mera Shyam aa jata mere samne,



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *