Man Ki Ankhiyo Se Dekh Krishna Bhajan Full Lyrics By Bhaiya Rajkumar Ji

#BHAKTIGAANE #KrishnaBhajan #LordkrishnaBhajan
Lyrics Name:Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Singer Name:Bhaiya Rajkumar Ji
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:9MB Time Duration :06:15:00







View In Hindi Lyrics

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….4

Maiya Ke Dulare Shyam Shyam
Radha Ke Pyare Shyam Shyam
Manmohan Pyare Shyam Shyam
Sab Ke Rakhwale Shyam Shyam………2

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….2

Chanda Ki Chamak Mein Shyam Shyam
Suraj Ki Damak Mein Shyam Shyam
Chidiyo Ki Chahak Mein Shyam Shyam
Kaliyo Ki Mahak Mein Shyam Shyam……..2

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….2

Brij Vrindavan Mein Shyam Shyam
Hum Sab Ke Man Mein Shyam Shyam
Jal Mein Aur Thal Mein Shyam Shyam
Dharti Mein Gagan Mein Shyam Shyam……..3

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….2

Hum Dekhe Yaha Bhi Shyam Shyam
Hum Dekhe Waha Bhi Shyam Shyam
Hum Dekhe Jaha Bhi Shyam Shyam
Hum Dekhe Kaha Bhi Shyam Shyam………..2

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….4

Man Ki Ankhiyo Se Dekh
Kan Kan Mein Shyam base…….4



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *