Maiya Ye Jeevan Hamara Aapke Charno Mein Hai Lyrics Sing By Sheetal Pandey

Maiya Ye Jeevan Hamara Aapke Charno Mein Hai

#BHAKTIGAANE #MataRaniSong #DevotionalSong #NewDevotionalSong

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charano Mein Hai

Deen Dukhiyo Ka Ab Gujara
Aapke Charano Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai

Aapki Rehmat Se Milati
Ijjat Ki Do Rotiya

Hum Garibo Ka Gujara
Aapke Charno Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai

Kya Muqqadar Ka Bharosa
Sath De Bhi Yaa Naa De
Meri Kismat Ka Sitara
Aapke Charno Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai

Main Bhala Chinta Karu Kyu
Hai Bharosa Aap Per

Mera Ye Pariwar Sara
Aapke Charano Mein Hai

Ye Jaha To Hai Bhikhari
Iske Dar Pe Mangle

Jannat Aur Mukti Ka Dwara
Aapke Charano Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai

Deen Dukhiyo Ka Gujara
Aapke Charano Mein Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara
Aapke Charno Mein Hai








Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *